Ansoon teri nikle aur ankhein meri ho...dil tera dhadke aur dhadkane meri ho , khuda kare hamari dosti itni gehri ho ki naukri tum karo aur salary meri ho
Mujhe jala dena ya jameen me daba dena, per jab bhi maru ek ghoont pila dena. Mai TajMahal to nahi chahta,ae dost,bas meri kabr per ek girls hostel banva dena..