Shaam hote hi ye Dil udaas hota hai Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai Bandar jab koi aas-paas hota hai..
Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Lekin tum unka karo gi kiya???
Jab tumhara sms aata hai, mera rom rom machal jaata hai ang ang me gudgudi hoti hai, ye sms ka kassor nahi hai, kambakht cell hi vibrator par hota hai.