Wo Maza..Na takht me..Na taj me.. Na poori diniya ke raj me. Na sur me na saaz me, Na kuber ke khazaneme... Jo maza hai woh subah uthkar fir so jane m..!
Woh sadak ke is paar thi aur hum sadak ke us paar the hum kuch age badhe,woh kuch age badhi,hum kuch age badhe,woh kuch age badhi,hum aur age badhe woh bhi aur age badhi, ab hum sadak ke is paar the aur woh sadak ke us pae thi.
Apni DOSTI ko mat Chupao use Jrurat hai JATANE ki. Apni PRATIBHAON ko mat Chupao use Jrurt hai BADHANE ki.Yaar Ab aur PERFUME mat Lgao Tumhe Jrurt hai NHANE ki.