Ishq me ye anjaam paya hai, hath pair tute, aur muh se khun aya hai, hospital pahunche to nurso ne farmaya hai, baharo ful barsao kisi ka mhbub pit k aya hai.
Puri botal na sahi,Ek jaam to ho jaye,Milna na sahi dua salam to ho jaye,Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..