khoobsoorti to

khoobsoorti to
khoobsoorti to hai karigari khuda ki, tarif sunkar haseenayen kyon hojati hain badguman ?
  

Jan, 23 2012     89 chars (1 sms)     1115 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Tu chandramukhi main surajmukhi, tu mujhse dukhi main tujhse dukhi. Chatt se chhalang laga de, phir tu bhi sukhi, main bhi sukhi.
Chehre pe aapk gazab ki smile hai, suna hai aapk pass bhi mobile hai. Usme sms ki moti file hai, phir bhi sms karte nahi, ye konsa style hai
Logo se pange bhi honge, ghar main dange bhi honge. Agar mujhe 5 sms na kiye to apko 12 bache honge, 2 ganje 2 nange or 8 lafenge honge.
Kisi ne DIL badal liya, Kisi ne DHADKAN badal li, Aap ke paas kuchh bhi nahi thaa badalne ko,To aapne Mandir me jaakar CHAPPAL badal lee
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola aur vo boli ki Thanda matlab Coca Cola
Hm ase ashik he jo gulab ko kml bna dnge Uski hr ada pr gzl bna dnge Agr o aa jygi mere jindgi me lalu ki ksm bihar me tazmahal bna denge.
Yadd Karte hai tumhe tanhai mein, dil dooba hai gamo ki gehrai mein, hamein mat dhoonndho duniya ki bhid mein, hum milenge tumhe phir kisi, free SMS ki scheme mein.
Haal-e-dil kuch is tarah hamara hai, yaad tumhe din me 100 bar kiya karte hai, jab na aaye kabhi sms tumhara, purana sms hi padh liya karte hai...
Laila ko majnu ka 'SMS' Nahi aaya,Laila Ne3 din khana Nahi khaya,Laila mar rahi thi,majnu ke pyaar mein, aur majnu Baitha tha'SMS' free Hone ke intezar mein.
Duri Unse Ghatati Nahi Dusri Koi Patati Nahi Dunia Se Hm Khud Ko Hatana Chahte He Dhyan Me Ho Koi Ladki Batana Hm Ek Or Patana Chahte He
Aap hamare dil me base ho..wah...wah..!!aap hamare dil me base ho..thoda side ho jao sans lene wale pipe me fase ho.......
humne dil k sath ek'toss'kiya,haar gye tab dil ne limit'cross' kiya,jab dil ne dil se apko yaad kiya,humne mobile uthaya apko sms'pass'kiya....