Dosti ka hr frz hum jante hai, tumhare har dard ki dava hum jante hain. Humein bhulne ki kabhi koshish bhi mat karna kyunki hum gala dabana bhi jante hain
Bewafa Tum Ho To Wafadaar Hum Bhi Nahi, Besharam Tum Ho To Sharamdaar Hum Bhi Nahi, Pyaar Ke Is Mode Par Aake Kehte Ho Shadishuda Ho To Kya Hua Darling...Kunware Hum Bhi Nahin