Tute hue dil

Tute hue dil
Tute hue dil ka muraba bana gayi Ghar ko mere kachre ka dabba bana gayi shadi k 3 mahine hi gujre the Na jane kis hisab se abba bana gai
  

Jan, 23 2012     136 chars (1 sms)     6907 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Ye-mere dost, mere marne k baad sirf aansu he bahana, jayada meri yaad aaye to merye peeche na chalye aana, yahin bahut dukhi kar liya hai, wahan aa k mat pakana!!
Na moh aur na maya hai..Aalas bas tumhi ko aya hai..Char panne palat lo beta..paper papaji ne nahi banaya hai..!
Bewaja kisi ko sataya nahi karte, had se jyada kisi ko tadpaya nahi karte, jinki sanse chalti ho apke sMs se, une apne sMs k liye rulaya nahi karte
Hu main Dr jahan,Meri wife hai nurse waha.Ye kaisa zulm sehna PADTA hai,Mujhe apni wife ko SISTER KEHNA PADTA hai!!
Duri Unse Ghatati Nahi Dusri Koi Patati Nahi Dunia Se Hm Khud Ko Hatana Chahte He Dhyan Me Ho Koi Ladki Batana Hm Ek Or Patana Chahte He
"Kya hua jo usne racha lee mehandi, Ham bhi ab sehra sajayenge, Mujhe pata tha ki vo apne nasib me nahi, " Ab uski choti behan ko fasayenge
khali hai botal phir bhi piye ja raha hoon, zindagi maje se jiye ja raha hoon, sala kisi ka reply nahi aaraha, phir bhi sms kiye ja raha hoo…
Us pyari si surat ka phir ek baar deedar de, tadap rahe hain hum aur na intezaar de. Apni aawaz nahin sunani to na suna, aye zaalim ek missed call to maarde.
Jab tumhe dekhu mu dil start flying, Tumse baat karne ko I keep trying, Jab tu dur jaye I feel like crying, Are itna tension mat le I was lying.
Teri aankain jhuki jhuki tera chehra khila khila jab tere chehre per haath ghumaya to aadha kilo fair & lovely mila
E dost tu bhi likha kar shayri Meri tarah tera bhi naam ho jayega Log phekainge anday tematar, To raat ki sabzi ka intezaam ho jayega.
Safar lamba hai, dost banate chalo, Dil mile na mile SMS karte chalo. TAJ MAHAL na banao, Bahut mahega padega, Jaha bhi jaoEk nayi MUMTAZ banate chalo.