Log kahte hai

Log kahte hai
Log kahte hai ki ISHQ me nind ud jati hai. Log kehte hai k ISHQ main neend ud jati hai. Hamko bhi ISHQ ho jaye, kambakt aajkal nind bahut aati hai."
  

Jan, 23 2012     148 chars (1 sms)     1454 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

ummedo ki shama dil main mat jalana,is jahana se alag duniya mat basana, aaj mood hain to sms kar rahe hain, par intzar roz palke mat bichana.
Khud ko kar kanjus itna Kihar sms bhejne se pehle Mobile company wale call kar ke puchheAaj sms kar rahe ho Sab Kheriyat to hai bhai
Ghungat mein tujhe dekha to deewana hua, sangeet ka tarana hua, masti ka mastana hua, jaise hi ghungat uthaya is duniya se ravana hua!
Pyar yuhi kisi se kiya jata nahi. Pyar kiya hai dard to hoga hi.Is dard ki adat na dalo,kyuki ye dard MOOV se jata NAHI
Macchar ne jo kata... dil main mere junoon tha. Khujli hui itni... dil be sukoon tha. Pakada to chod diya yeh soch kar ki.... sale ki ragon main apna hi khoon tha !
khoobsoorti to hai karigari khuda ki, tarif sunkar haseenayen kyon hojati hain badguman ?
apki bekudi me jo justju hoti he, wo mere qasdan ki guftgu he. Mere jamal se apka khumar chala jaega Aur ye sms apko kabhi b samaj nahi ayega
Bhul Se Agar Koi Bhul Hui Ho to , Bhul Samajh Ke Bhul Jana Areeeee Bhulana Sirf bhul Ko, Bhulkar Bhi Hame Na Bhul Jana.
Punam k raat me chand badal jata hai,waqt k sath insan badal jata hai;sochte hai k apko tang na kare,magar sochte sochte plan badal jata hai
Hum SmS karte hain to Woh Samajhte hain ki hume Aadat hain Paise Udaane ki. Lekin Woh Nadaan Kya Samajhe ki Ye bhi Apni Ek Adaa hai rishte nibhane ki..
kaun kahate hai ki budde ishq nahin karte, woh karthe hai lekin log unpe shakh nahin karthe
Pyar to hamko bhi karna tha, lekin baat khas hui nahi, tajmahal to hamko bhi banwana tha, lekin afsoss ki loan pass hui nahi…..!!!