Dil todne walo ko saja Q nai milti har kisiko pyar krne ki dua Q nai milti, log kehte he ki ishq 1 bimari hai,to fir MEDICAL per iski dawa Q nai milti?
Hum aap ko itna yaad kartey hain jitna aap hame yaad kartey hain. Farq sirf itna hai ke hum yaad karke SMS kartey hain aap SMS parh kar Yaad kartey hain.
Shadi karna tha par kismat khuli nahi, TAJMAHAL Bana tha par MUMTAZ mili nahi,Ab kismat khuli, Shadi hue, ab TAZ banana chahta hu, par ye MUMTAZ marti nahi!