Keh ke dekh liya, Chup reh ke bhi dekh liya, Kya kare jab unhone hi khamosh kar diya. Unse baat karne ke liye hum bahut tadapte hai, Kya kare jab humare call karne se who bhadkte hai
Jab tumhara sms aata hai, mera rom rom machal jaata hai ang ang me gudgudi hoti hai, ye sms ka kassor nahi hai, kambakht cell hi vibrator par hota hai.
Hum aap ko itna yaad kartey hain jitna aap hame yaad kartey hain. Farq sirf itna hai ke hum yaad karke SMS kartey hain aap SMS parh kar Yaad kartey hain.