Humne bhi pyar

Humne bhi pyar
Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi joshh ke sath ! Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi shhor ke sath ! ab hum pyar karenge badi soch ke sath Kyon ki use kal shamko dekha kisi aur ke sath
  

Jan, 23 2012     199 chars (2 sms)     1017 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Apko kya pata hum aapko kitne yaad karte hian..har pal tumhari fariyad karte hain..roj khat likhte hian cartoon network ko..aapko dikhane ki mang karte hain..
Ek Ladki ki dua. "Kasam se har ladke ko bhula dungi, Sabhi ki tasvir jala dungi, Ek tum hi rahoge is dil me, Mobile me Balance dalwa do tumhe dua dungi
Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo Phir bhi na dikhe agar toh chashma badal kar dekh lo !!!
Kanjusi ka oscar jab diyajayega,tab apka naam sabse pahle liyajayega, galti se bhi kisiko sms mat karna nahi to oscar hath se chala jayega.
Arz hai... Is dil mein tarane bahot hain, zindagi jeene ke bahane bahot hain, kis kis ko sms karu,kambaqt is nacheez ke diwane bahot hain!!!
Shaam hote hi ye Dil udaas hota hai Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai Bandar jab koi aas-paas hota hai..
Iss pyari si surat ka phir se didaar de, Tadap rahe hai hum ab aur na intezaar de. Awaz suna ey zalim magar, Ek missed call to maar de.
Jin mein basi jaanki,rum mein base Ram ,WHISKY mein baseWHISHNU, BEER mein VEER HANUMAN,kis kis ka tyag karen, Har bottle mein BHAGWAAN
Dhire Dhire apna bana gaya koi. Pyar k suhanE sapne dikha gaya koi. Ay ALLAH! Yeh pyar hi he. Ya.. Phir se "CHUNA"laga gaya koi.
mere sMs ko tere inbox me panah miljaye, mere sMs ko tere inbox me panah miljaye, jo rply na kre uska mobile FANAA hojaye.
JINDAGI CHAR DIN CHANDANI MUSKURANA, BHUL SE BHI KABHI KISI KO NA RULANA DUSHMAN MILE SAAMNE TO GALE LAGANA TAKLIF PADE TO IS DOST KO MOBILE LAGANA BAHUT CHEEZE LUT CHUKI HAI TUJHSE IL AGANE KE BAAD, KAMRE KI HAR CHEEZ CHEK KARTE HAI AB EK TERE AANE SE PEHLE, EK TERE JAANE KE BAAD.
Soorat ke saath seerat ek husn-ezafi hai, har gul jo mehekta hai gulfam nahi hota