Teri yad m

Teri yad m
Teri yad m tadap k Mar Jayenge, Mar GayeTo Tera Naam Le jayenge,Rab Ko Rishwat de k Tujhe B bulayenge,or Uper Sath me baith ke kurkure kaienge.
  

Jan, 23 2012     143 chars (1 sms)     1087 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Is dil mein yaado ke Mele hai..Tum bin hum behad Akele hai.Sab kuch Chod kar tumhe SMS Karte Hai..Dekho Hum Aapko Kitna MISS KARTE HAI.
Jab tumhara sms aata hai, mera rom rom machal jaata hai ang ang me gudgudi hoti hai, ye sms ka kassor nahi hai, kambakht cell hi vibrator par hota hai.
Tum apun ko itna sms karta hai..Apun ko reply karneko majbur karta hai..Kya iske peeche koi plan hai..Ya auro ki tarah tum bhi apun ka fan hai..
Is qadar hum aapko chahte hain ki duniyaa wale jal jaate hain yu to hum sabko ullu banate hain par aap zara jaldi ban jate hain
Meri zindagi par ek ehsaan kardo, ye mohabbat mere naam kar do, subah ko milo saam kardo, aur shaam tak mere ghar ka sab kaam kardo…
Mere Ishq Ki Bowling Ne Uske Dil Ka Wicket Gira Dia Lekin Meri Taqder To Dekho! Uska Baap Umpire Tha,Meri Bowl Ko Noball Kehla Diya.
kya moh kya maya hai,is duniya mein sukh kisne paya hai,Hame bhi msg karke dekh lo.Compny ne mobile sirf tere G-F ke liye nhi bnaya hai
AAPKI YAAD ME MAINE KALAM UTHAAI, LIYA KAGAAZ AUR AAPKI TASVEER BANAYAI, SOCHA THA DIL SE LAGA KE RAKHU US TASVIR KO, PAR WO TO BACCHO KO DARAANE KO KAAM AAYI.
Yado M Teri Tasveer Chupa Rkhi Hai Ankho M Teri Surat Sja Rkhi Hai Yakeen Nhi To Mere Dil Ka Number Mila Tere Nam Ki Callertune Lga Rkhi HAI
Wo Dosti hi kya jisme duriya na ho,Wo apnapan hi kya jisme ladai na ho,wo dil hi kya jisme dard na ho,aur wo cell hi kya jisme hamara SMS na ho..
arj kiya hai.... Itne kamjor hue uski judai se, gaur farmaiye itne kamjor hue uski judai se ki cheenti kheech ke le jati hai charpai se!!
Hum dua karte hain Khuda se, ki wo aap jaisa dost aur na banaye, Ek Cartoon jaisi cheez hai humare paas, kahin wo bhi common na ho jaye