Hum aap ko itna yaad kartey hain jitna aap hame yaad kartey hain. Farq sirf itna hai ke hum yaad karke SMS kartey hain aap SMS parh kar Yaad kartey hain.
Pee ke raat ko hum unko bhulane lage, Sharab me apne gum ko mitane lage. Zaalim sharab Peete hi asar dikhaane lagi. Nashe me unki saheliya bhi yaad aane lagi.
Mumtaj ki kabar ko dekh ke har aashiq ko mohabbat ki misal nazar aati hai….Hum kis-kis ke liye Tajmahal banwayein???Hume to har ladki Mumtaj nazar aati hai….