Dil se Dil lagakar to dekho, Hamari yaadon mein aansoo bahakar to dekho, SMS to kya call bhi karoonga, Ek baar mere mobile ka bill chukakar to dekho...
Ab jab gira baadal, teri yaad ai, Jhoom ke barsa saawan, teri yaad ai, Bheega main, lekin phir bhi teri yaad ai, Kiyun na aey teri yaad? Tune jo chhatri ab tak nahi lautai...