Hum aap ko itna yaad kartey hain jitna aap hame yaad kartey hain. Farq sirf itna hai ke hum yaad karke SMS kartey hain aap SMS parh kar Yaad kartey hain.
Laila ko majnu ka 'SMS' Nahi aaya,Laila Ne3 din khana Nahi khaya,Laila mar rahi thi,majnu ke pyaar mein, aur majnu Baitha tha'SMS' free Hone ke intezar mein.