SMS Messages14343 messages

gam ka shikwa kabi na karna, gam to cheez hi aisi hai,aap sada khush rahen hamara kya, hamari to taqdeer hi aisi hai.
Sharabi ilzaam sharab ko deta hai. Aashiq b ilzaam shabaab ko deta hai. Koi nai karta kabul apni bhul. Kanta b ilzaam gulab ko deta hai.
Yun humko satane ki jarurat kya thi.. Dil mera jalane ki jarurat kya thi.. Jo nahi tha ishq to kah diya hota.. Dil mera tod ke jane ki jarurat kya thi.
Hasne ke bad kyon rulati hai duniya,jane ke bad kyn bhulti hai duniya.Zndgi me kya kuch kasar baki ti,jo marne ke bad bi jalati hai duniya,
Meri khamoshhi thi jo seh gayi Uski yaadein hi ab iss dil mein reh gayi Thi shayad uski bhi koi majbooriJo meri zindagi ki yeh kahani adhoori reh gayi
Zindgi ka raaz tanhai me pa liya,Jiska gum mila apna bana liya,Humara gum sunne ko jab koi na mila,Samne rakha aaina or khud ko suna diya.
Aansu ki bundo ko noor kr diya,tanha jeene ke lye majbur kar diya,ye kaisa khel khela takdir ne mere sath,jo dil ke karib tha mere usko hi mujhse door kar diya
Lekar hum dusro ke hasi kya kare jo apni nahi woh khusi kya kare isse to behtar hai mar jana hume jab saath woh nahi to zindagi jeekar kya kare
Khushyun se naraz he meri zindgi.Pyar ki mohtaj hai meri zindgi Hns lete he logo ko dekhane k liye,"wrna dard ki ik kitab hai meri zindgi.
Na lana kabhi kisi ko kareeb apne,ho kar kareeb aksar wo door chale jate hai,pal bhar ka pyaar de kar wo,zindagi bhar ka dard ban jate hai.
Unke Bewafai Par Wafa Hum KarengeYaad Ko Unki Dil Se Juda Hum KarengeItna Chaha Phir Bhi Yakeen Nahin Aise Zindagi Jee Kar Kya Karenge
wo tere pyaar ka gam ek bahana tha sanam,apni kismat hi aisi thi ke dil toot gaya,ye gam na hota to koi aur gam hota,me to wo hu jise har haal me rona tha.