Zindgi ka raaz

Zindgi ka raaz
Zindgi ka raaz tanhai me pa liya,Jiska gum mila apna bana liya,Humara gum sunne ko jab koi na mila,Samne rakha aaina or khud ko suna diya.
  

Jan, 24 2012     138 chars (1 sms)     1018 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Rona chahe ro na pae,kya kare jab ansu na bache to,hasna chahe to hasi na aie,kya kare jab khusi denewale gum me dub jai.
katra katra bhate the aansu,aur hum unhe sukha bhi na paye. isse badi wafa ki saza kya hogi,vo roye hum se lipatkar kisi aur ke liye,hum unhe hata bhi na paye...
Konsa Zakhm Tha Jo Tar-O-Taza Na Tha,Zindge M Itne Gm Thay K Andaaza Na Tha,Un Ke Jheel C Aankho Ka Is M Kya Kasoor,Dobne Walo Ko Gehrai Ka Andaaza Na Tha
Unhone apna kabhi banaya hi nhi,jhoota hi sahi pyar dikhaya hi nhi.Galtiyan apni maan bhi jate,par kya kare,kasoor hamara hume unhone bataya hi nhi
Rang wale rang se tasveer badal dete hain,Nikle hue kamaan se teer badal dete hain... Tumse mere do aansu na badle gaye,Badalne wale to taqdeer badal dete hain
Zindagi mohtaj nahi raaston ki.. waqt har manzil dikha deta hai... koi marta nahi kisi se juda hokar... waqt sabko jeena sikha deta hai.
Pas akar sabhi door chale jate hai,Hum akele the akele reh jate hai,Dil ka dard kise dikhaye,Murham lagaane wale hi zakhm de jaate hai
suna hai.. woh Jate hue keh gaye, ki ab to hum sirf tumhare khwabon mein ayenge. koi keh de unse, ke woh wada kar le. hum zindagi bhar ke liye so jaye...
Kaise jiyenge tum bin,kaash tumhe ye ehsaas to raha hota,Jo dard saha hai humne,woh kabhi tumne bhi saha hota,Bas chal diye begano ki tarah daaman chhod ke,Kam se kam ek baar ALVIDA to kaha hota.
Yad ayi muje jab apki,Dil ne mehsus ki kami apki,Ye arzoo nahi ki kisi ko rulaye hum,Bus itna kafi hai ki kisi ko yad aye hum.
Pyar nahin karna tha humse, dillagi to na ki hoti, ae bewafa beech samundar mein lakar mara, ek kashti to di hoti.
Wo Bewafa Hain To Kya, Mat Kaho Bura Us Ko Ke Jo Huwa So Huwa Khush Rakhe Khuda Us Ko