Dil-e-nadaan

Dil-e-nadaan
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai, akhir is dard ki dawa kya hai. Humko un ke wafa ki hai umeed, jo nahin jante wafa kya hai
  

Jan, 27 2012     121 chars (1 sms)     3089 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Badi udas hai zindgi tere bin nahi h kuch mere paas tere bin andhera ho ya ho ujala.. aata nahi kuch b raas tere bin
Jis din band kr li humne ankhe,kai ankho se us din ansu barsenge,Jo kehte he k bohot tang karte he hum,wahi hamari ek shararat ko tarsenge
sunaa hai wo jaate huwe keh gaye, k ab to hum sirf tumhare khwabo me hi aayenge, koi keh de unse k wo wada karle, hum zindagi bhar k liye so jayenge.
aaj phr mazaar pe diya jala gya mujko jagakar jane kahan chala gya chori thi dunya ki khush rahega wo aanso gira k kabr pe mujko rula gya
MAnA k nAsib Me mErE kOi SAnAm nhiphir B koi shikwA kOi gUm nhi tanhA thE Aur tAnha jiyE jA rhE hE bAdnAsib TO Wo hE jinkE nASib mE hum nhi
Dard Bhare Pyar Ki Talash Kab TakWo N Aye To Uska Intzar Kab TakAb Khud K Yakin Pe Shak Hone Laga HAakhir Jhoothi Aas Par Eitbar Kab tak
Dil ne kaha yaad karna chod dun .. Dil ne kaha yaad karna chod dun.. Tum to hamare saanson mein base ho toh kya saans lena chod doon?!
Kabhi to dil udas hota hai,halka sa ankhon ko ehsas hota hai, jhalakte hai meri bhi ankhon se aasu,jab apke dur hone ka ehsaas hota hai.
ZUBAN KHAMOSH,ANKHON ME NAMI HOGI,YHI BAS EK DASTAN-E-ZINDAGI HOGI,BHARNE KO TO HAR ZAKHM BHAR JAYEGA,KAISE BHAREGI WO JAGAH JAHAN APKI KAMI
Ishq ne hme benam Kar Diya har khushise hame anjan Kar Diya Hamne kabi nai chaha ki ishq hame v ho par unki 1nazar ne hame nilam Kr Dya
Dariya wafaon ka kabi rukta nhi, mohabbat me insan jhukta nahi, hm chup hai kisi ki khushi k liye aur wo sochte h hmara dil dukhta nahi...
Bagair jane pehchane ikrar na kijiye, Muskura kar dil ko be qarar na kijiye, Phool bhi de jate hai zakhm gehra kabhi kabhi, Har phool par yu aetbaar na kijiye..