Ikraar mein shabdon ki ehmiyat nahi hoti, Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti, Aankhen bayaan kar deti hain dil ki daastan, Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti!
Jaate huye mud kar jab humne dekha,samajh gaye hum jo tumne na kaha,tumhara jaana thi koi majburi,tumse bhi na sahi jayegi ye duri,har wade pe teri aietbar hai hume,bas itna yaad rakhna,aapke laut kar aaneka ka intezar hai hume
Meri aakhon se 1 aasu nikal aya maine use pucha ki tu bahar kyu aya to usne kaha ki tumhare akho me koi itna samaya hai ki chahkar bhi apni jaga na le paya