Koi deewana kehta hai,koi paagal samajhta hai magar dharti ki bechaini ko bus pagal samajhta hai mein tujhse door kaisa hoon, tu mujhse door kaisi hai ye tera dil samajhta hai, yaa mera dil samajhta hai
Aapse milneka mann kiya tha, mannko samjhadiya, dil tadapne laga, usko v beheladiya. aakhe ro padi unko chup karadiya lekin aab sansein keherahi hain i miss u, kya uskovi rok du?
Jabse apko jaana he,jabse apko paaya he,Har dua me apka naam aaya he,Dil karta he puchu us rabse tune itna pyara yaar,kya sirf Mere liye he banaYa he.?I Mis UU
Jab DEKHU Toh DIL Karta PAKAD Lu; Jab Pakad Lu Toh DIL Karta DABA Du; Jab Daba Du Toh DIL Karta CHHUUS Lu; KYON Ki SaaL Mein EK Baar Jo Aata Hai'AAM'Ka MausSam
Chaha to bhout tha ki aapni palko se tumhare dil par aapna naam lik du par aaisa kaha kar paya main jab bhi aapni chanchal palko se tumhara naam likna chaha aashuo ki nami se sab dhundla sa gaya tumne bataya nahi maine jana nahi fir bhi jane kyun aaisa lagta hai ki tumhare dil par sayad mera naam lika hai.
Pyaar karna bhi sikhado zara, uss dil ke kone mein humko bhi bithado zara. Hum tumhare dil mein hai ki nahi, hoton se na sahi aankhon se toh yeh batado zara… .......