Aap jaisa Dost Har 1 ka Khwab Hota hai, Jinka 1 Alag Andaz Hota hai, Aasma me Taron ka koi Hisab Nahi, Par Aapke Jaisa Dost Taron me bhi Aftab Hota hai.
Jio itna ki marna mushkil ho jaye, Haso itna ki rona mushkil ho jaye, Kisise'DOSTI' banana achhi bat hai, Magar nibhao itna ki bhulana mushkil ho jaye.