SMS Messages6119 messages

Kaash vadon ka matlab wo samajhte, Kaash khamoshi ka matlab wo samajhte, Nazar milti hai hazaron nazaron se, Kaash meri nazaron ka matlab wo samajhte
Kitne Log They Tumhare Zanaze Ke Peeche, Ek Mein Nahin Tha Tere Zanaze Ke Peeche, Mein Hota Bhi Kaise Tere Zanaze Ke Peeche, Jo Mera Zanazaa Ja raha tha Tere Zanaze Ke Peeche
Deta nahi mali bhi sahara mujhko, Yeh hawa bhi lazzati hai mujhko, Murjhaye hue phool kabhi khilte nahi, Ruthe hua pyar kabhi lautta nahi.
Ruuth kar tum mujhe bhulane lage, Itne durr hue ke bahut yaad aane lage, Kaise bhuladu tumhe ek pal mein, Jab tujhe pane mein mujhe zamane lage….
Kaash banane wale ne dil kach ke banaye hote, Todne walo ke hathon mein zakhm to aaye hote
Zubaan se naam lete hai, Aankhon se aansu chalak jaate hai. Kabhi hazaro baatein kiya karte the, Aaj ek baat ke liye taras jaate hai.
Zaruri to nahi jine ke liye sahara ho, Zaruri to nahi hum jinke hai who humara ho, Kuch kashtiya dub bhi jaya karti hai, Zaruri to nahi har kashti ka kinara ho
Zindagi, manjil, waqt kisi ne humara saath nahi diya, Sab par se puri tarah vishwas uth gaya. Is duniya se ub gaya hai ab humara jiya, Kisi ko kitna hi chaha kam reh gaya.
kya kahe aapko hum? khud nahi samaj pa rahe, kaise bitaye har pal, dar hai kahi hum bichad na jaye, mulakat ka vada manzoor hai hame, doa boond ansuome, khushi bhi aap laye,
UNKI TASVIRO KO SEENE SE LAGA LETE HAI, IS TARAH JUDAI KA GAM MITA DETE HAI, KISI TARA KABHI UNKA ZIKR HO JAYE TO, BHEEGI PALKO KO JUKA LETE HAI.
KYA KAHU KISE KAHU, KYA DOSH DU TAKDIR KO, MERA NASIB MEIN TO YEA BHI NAHI, KE DEKHU APKI TASVIR KO
CHAHA TO JINDAGI SE BAHUT KUCH, MAGAR TUJHE PANE KI EK PYAS SI REH GAYI, CHAH KAR BHI TUJHE PA NA SAKE HUM, BUS AB TERI MEETHI SI YAAD REH GAYI.