SMS Messages6119 messages

Kash bnane wale ne hame ansu bnaya hota,or USKIankh me basaya hota,Jab girte unki ankh se unki god me,To hume marne ka maza bhi aya hota!
dur ja kar bhi unse dur ja na sake . kitne roye kisi ko bata na sake gam ye nahi ki unse hum mil na sake.dard sirf ye hai ki him unse bhula na sake
Kisi k pyar me gehri chot khai hai, wafa se pehle hi bewafai pai hai, log to dua mangte hain is haal me marne ki, par humne uski yadon me jine ki kasam khai hai
ye arzoo hay wafa ban k taray sath rahoon dharktay dil ki sada ban k taray sath rahoon meray laboon se jisay mout bhi na cheen sakay wo zindagi ki dua ban k taray sath rahoon...............
Agar tapakta Ashkon ki jagah Lahoo aankhon se... Koi kisi ko phir shayed hi rulaata... Dil ke tootne ki hoti jo Awaaz... Too tumhein mere dard ka andaza ho paata
Kanch ka tohfa na dena kabhi, Ruth ke log tod diya karte hai! Jo bahot acche ho, unse pyar na karna, aksar aache log hi dil tod diya karte hai!
nazron se agar door hai to kia hua dharkan ki tarha dil k meray paas bohat hai wo raat ki tareeki main karta hai mujh se baat us ko meri tanhaai ka ehsaas bohat hai
Rehne de aasma zameen ki talash kar, sb kuch yahin hai na kahin aur talash kar. Har arzu puri ho to jeene ka kya maza, jeene k liye bus 1 kami ki talash kar.
sochta tha dard-e-dil pe koi to marham lagata, par siwa kanto ke koi mujhko kuch bhi de na pata, khwab the aankho ke khulte hi kahi wo kho gaye… Ae kash band aankho ke hi jindgi jiya jata……………
APNA TO YAHI KAHNA HAI US KHUDA SE ” SARA KASOOR US KHUDA KA HAI , JISNE YE ISHQ BANAYA HAI ! JAB DE HI DIYA THA YE DIL TO, KYO USME YE DARD JAGAYA HAI!
Todna tute hooye dil ka boora hota hai, Jiska koi nahi uska khuda hota, Log naahak hi kisi aadmi ko bura kahte hai, Bura aadmi nahi, bura waqt hota hai!
ekar lahoo ke katro ko humne wafa nibhai vo hi hume bewafa khate hai jinhe humne wafa sikhai