SMS Messages6119 messages

Is patthar ki duniya mein aksar dil tut jaya karte hai..Ankhein bhi sambhal kar band karna mere dost,Palko ke beech bhi aksar sapne tut jaya karte hai
Mujh ko aysa lgta hai Wo agr bechr jyeTu sirf itna dukh ho gaJitna ankh khulne pr Khwab toot jane ka Pr ajb tamasha hai Wo agr kbhi mujh seYu hi ruth jati haiTo Duniya hr cheez Toot phoot jati hai
Shuruwat mei badi-badi kasme khate hai ye log Lekin us pyar ko nibha nahi paate hia log Pyar mei DHOKE de jaate hai pyar karne wale Bewafaai karke kisi aur ka haath tham kar laut jaate hai ye log
Mot mangu to zindgi khafa ho jati he zaher pita hu to wo bhi dava ho jati he, tu hi bata e mere dost me kya karu, jisko bhi ham chahte hai wo bewafa ho jati Hai
Usko Bhulte-Bhulte Irade Badal Gaye Dil Ke Sare Shikwe Mom Bankr Pighal Gaye Ja Rahe The Bahut Door Us Se, Magar Kadam Firse Unki Aur Nikal Gaye.
Pyaar sikhakar woh juda ho gaye, Na socha na samjha bas khafa ho gaye, Ab kisko hum apna kahe, woh b auro ki tarah bewafa ho gaye
Mana K Mera Katil Wohi Tha Sare Shehar Me Tarif K Kabil Wohi Tha,Kehta Tha Tera Hoon Tera Hi Rahunga par Lagi Jo Dushmano Ki Mehfil To Sab Se Age Bhi Wohi Tha
Suhana mosam tha or hawa me nami thi,Ansu ki behti nadi abhi-abi thami thi,Milna to hum bi chahte the par,Unke pas waqt or humare pas sanso ki kami thi !
Bheeg jati hai palke tanhai me,Darte hai ke koi jaan na le,Pasand karte hai, bahot tez barsaat me chalna,Kahin hume rote hue koi pehchan na le..
Dhalne Lagi Hai Sham Tere Intizar MainYeh Subha Kaise Ho Gi Tere Intizar Main Shabnam Bhi Ro Parri Meri Bebasi Par Aaj Ashkon Se Raah Sajayi Tere Intizar Main.
Nahi gam mein baaki agar koi,mujhe laakar de doh zehar koi,Kab aayegi aey meri maut tu,mujhe bhej toh de khabar koi!
Andhere Me Tumare Hath Ka Chirag Hu Tufano Me Tumare Kashti Ka Sahil Hu Ae bewafa Tu Kuch Bhi Krle Lekin Me Hamesha Tere Dil Ke Pass Hun