Mujh ko aysa lgta hai Wo agr bechr jyeTu sirf itna dukh ho gaJitna ankh khulne pr Khwab toot jane ka Pr ajb tamasha hai Wo agr kbhi mujh seYu hi ruth jati haiTo Duniya hr cheez Toot phoot jati hai
mujhe likhne pr majbuur mt kr aankh bhr ayegi..kisi modd pe tanha na chod saans ruk jayegi..kya khata hai meri tu hi baata ??samjhi nahi jindagi ab tk mujhe shayad maut hi samjh payegi.
Shama parvana choro apne pyar ki baat karo Maatam ka shauk choro apne yaar ki baat karo Roné se nazron ke ashka sukh gaye hain ab Patjhar ka dukh bhulo apne bahaar ki baat karo