SMS Messages6119 messages

NA ZINDAGI MILI NA WAFA MILI, NAJAANE HAR KHUSHI HUMSE KHAFA MILI, JHOOTHI MUSKAAN LIYE APNE GHAM CHHUPAATE HAIN, SACHI MOHABBAT KARNE KI BHI KIYA KHOOB SAZA MILI....
Ehsaan kiya usne mujhe pyar sikha kar..hoti hai chahat kya ye mujhe samjha kar..Qurbani hai pyar ka asli matlab..chhod diya sath mera bas itna bata kar.
Hum umido ki duniya basate rahe,wo bhi har kadam par aazmate rahe,jab mohabat k imtehan me marna pada,humne jaan dedi or wo kasme khate rahe
Hume pyaar nahi tha Unhone karna sikha diya,hum bewafa nahi the Unhone bana diya,ab kya wafa kare hum unse,jab unhone kabr ki mitti me bhi zeher mila diya.
Ye Pal Pal Ka Chalna Faasla Khatam Na Karega Tum Kitna Bhi Chah Lo, Tumhe Wo Beeta Kal Na Milega!
Dil Or Ankh Dil Ne Kaha Ankh Se Dekha Karo Kam Dekhti Ho Tum Tarapte Hain Hum Ankh Ne Kaha Dil Se Socha Karo Kam Sochtay Ho Tum Barastay Hain Hum
Tanhai kisi ka intezar nahi karti, Kismat kabhi bewafai nahi karti, Unse dur hone ka asar hai warna, Parchai kabhi jism par waar nahi karti.
Kar ke wada wafa ka wo mukhr gaya Ek Chote se tufaan se wo kitna dar gaya Pata n koi majburi thi uski'Yaa fir es khilone se bhi uska dil bhar gya
Kisi k Haq mein hi sahi, wo DUA to kare Wo keh nahi sakta, meri Suna to Kare Main Lott jaon ga apni Udas Duniya main Wo shaks mujhse Bicherny ka faisla to kare
Ulfat ka aksar ye dastur hota hai, jise chaho wahi dur hota hai,dil tut ke bikharta hai iss kadar jaise kaanch ka koi khilona churchur hota hai..
Kisi ke liye ab ye aankhe num na karenge,Wo chale bhi jaye to gum na karenge,Ho gayi khataa kisi ko jaan se jyada chaha,Ab ye khataa dobaara hum na karenge.
Unhe bhool jayein wo nazar kahan se layein, kisi aur ko chahein wo jigar kahan se layein,Reh nahi sakte unke bina uff bhi na nikle wo zeher kahan se laye