SMS Messages6119 messages

Bhool jane ka hosla ab na hoga, Door rahkar bhi tu juda na hoga, Tujhse milkar kisi sur se kya milen ae dost, Koi tere jaisa doosra na hoga.
Pulon ki wadi me ho basera apka, sitaron k aangan me ho ghar apka, dua hai ek dost ki, ek dost ko... Ki sare jahan se khubsurat ho Kal apka.
Kabhi yaad aaye to ek baar kehna Kabhi sagar banke in aankho se behna, Agar dost na huye to ajnabi hi rahena, Par yaar kabhi alvida na kehna!
Kabhi yad aaye to ek bar kehna Kabhi sagar banke in aankho se behna, Agar dost na huye to ajnabi hi rahena, Par yar kabhi alvida na kehna..!
Gunah karke saza se darte hain, Pee ke Zeher dawa se darte hain, dushmano ke sitam ka khauff nahi humko, Hum to doston ki bewafai se darte hain.
aankho me raha dil me utar kar nahi dekha, kashti ke musafir ne samander nahi dekha, yaaro ki yaari ka yakine kar liya maine, unki baaho me chhupa khanjar nahi dekha.
Jamane me koi na sahara najar aya Bas tuhi 1 hamara najar aya Teri dosti me is kadar bahete rahe Na tufan najar aya na kinara najar aya
saalon baad na jaane kya sama hoga, hum me se na jaane kaun kaha hoga, phir milna hoga to milenge yaadon me, jaise sukhe gulab milte hai purane kitaabo me
kadam kadam pey hawa ki simat ka dihan rakhna mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
Kaun kehta hai ki is duniya mei majbut irade wale log nahin milenge.aap mere is dost ko hi dekh lijiye,duniya idhar se udhar ho jaye pr yeh sms nahin karenge.?
Teri pyari si umeed kaise tod jaoon,Tu khwaab dekhe,Aur mein nazar na aaoon,Kuch to baat hai dosti mein hamari,Kya apke kadam nahi kehte,Ek baar mil aauun.!
Khusbu teriDOSTIki mujhe mehka jati h,teri hr bat mujhe behka jati h.Sans to bahut der leti h ane jane me,hr sans k pehle teri yaad a jati hai..