SMS Messages6119 messages

Meri khata pe naraz na hona na apni pyari si muskan khona kasam hai tumhe SANAM mujhe maut bhi aajae to mat rona
Tere khayal se jee churaon kaise, ek aag dil me lagi hai bujhaon kaise, meri har saans teri yaad se wabasta hai, phir to hi bata tujhe bhool jaon kaisy
Kitni mohbhat hai tumse humse bataya na gaya, shyad tum samaj n sake ya humi se samjaya n gaya. Tumne Karib aane ki koshish na ki aur humse haath badhaya na gaya.
Dil gum-sum zubaa khamosh hai. Yeh aankhein aaj nam kyun hai. Jab tujhe kabhi paaya hi nahi tha. To aaj khone ka gumkyun hai.
Aa bhi jaao ki zindagii kam hai.. Tum nahin ho to har khushi kam hai Chehre se hata naqaab, ki duniya bhi jaane ki qayamat kya hai
Yaadon mein tum, khwabon mein tum Aankhon mein tum, dil mein tum Yaad karein bhi to kaise karein dost tujhko Jise bhula na paayein wo hi shaks ho tum.
kuda karay keh to sab say naik serat ho keh tere terhan tera dil bhi kubsurat ho dua say qabal milay tujh ko jo bhi to chahhay keh kudh dua ko teray hatoon ke zarorat ho
Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake, diwane dil pe kabu hum pa na sake, aaj itne karib se gujar gaye wo, phir bhi unka hath hum tham na sake
Mere alfazon ko juth mat samajna, yaad aati hai bahut jaldi milne ki dua karna, ji raha tha tumhare naam par mar jau toh bewafa mat samajna
Gum ki aahat bhi na aaye tere dar par, pyar ka samunder ka tu bhi ek kinara ho, kabhi bhool se jo tapke teri aankh se moti, thame wohi jo tujhe sab se pyara ho
Unhon ne apnaa Hath Barhaya hai, Faqat mujhe thamnay k liye, Per main unse ye kese kahon? Mujhe Hath nahi Sath chahiye.
Jo hum mehsoos karty hain, Agar tum tak pohanch jaye, To bus itna samajh lena, Ye un jazbon ki Khushbu hai, Jinhian hum keh nahi saktay, Magar tum jo ijaazat do, To chand lafzon main keh daalon, K TUM BIN JI NAHI SAKTAY K TUM BIN MAR NAHI SAKTAY.