SMS Messages26 messages

Devi ke kadam aapke ghar me aayen, aap khushali se nahayen, pareshaniya aapse aankhen churayen, navratri ki aapko shubh kamnayen jai mata di
Raah asaan ho gayi hogi Jaan pehchaan ho gayi hogi Phir palat kar nigah nahi aayi Tujhpe qurbaan ho gayi hogi Teri zulfo ko chedti thi hawa Khud pareshan ho gay
Tute khwabon ko sajana aata hai,ruthe dil ko manana aata hai,aap humare gam ko dekhkar pareshan na hona,hame to dard me bhi muskurana aata hai.
Rishton Ki Baat Na Yuon Chali Hoti Daman Mein Aag Na Yuon Lagai Hoti Zindagi To Weyse Hi Pareshan Thi Apni Aur Na Meri Pareshani Yuon Barhai Hoti
Humari ankh me Paanee Bahot Hai. Ke Is Duniya me Beimaani Bahot hai.. Mohabbt humne kee Hai,Humse Poocho... Mohabbat me Pareshani Bahot Hai....
MILA HAI SAB KUCHH TO FARYAAD KYA KAREIN.... DIL HAI PARESHAN TO JAZBAAT KYA KAREIN.... AAP KEHTI HO KI YAAAAAD NHI KARTE.... BHULA PATE NHI AAPKO TO YAAAAD KYA KAREIN.
teri yaadein hume fanaa hkarne par utaaru hai socha tha jeene ka sahara banegi par abb pareshani ka sabab banti jaa rahi hai....
Ye ansu bhi kambakht ajeeb pareshani hai, khushi aur gam dono ki nishani hai, samajhne walo k liye anmol.. Nasamajho k liye pani hai.
Hijr Ke Mosam Main Ye Barish Ka Barasna Kesa Ik Sehraa Se Samandar Ka Guzarna Kesa Aye Mere Dil Na Pareshan Ho Tanha Ho Kar Wo Tere Sath Chala Kab Tha To Bichadna Kesa.
Dil ko manana agar hota aasaan, Na karta ye kisi ko yu pareshan Tanha na rehta ye bhari mehfil me, Na hoti woh haalat jo ho na bayaan...
Dil Pareshan,,,,, Zuban Khamosh,,,,, Ankhe Aaj Num Q Hai,,,,, Jo Kabhi Hamara Tha Hi Nahi,,, toh Use Khone Ka Gum kyu Hai??
Wafaa Ke Naam Se Woh Anjaan The,Kisi Ki Bewafaai Se Shayad Pareshan The,Humne Wafaa Deni Chahi To Pata Chala,'Hum Khud Bewafaa Ke Naam Se Badnaam The.