Gulabi se bachpan yaad aaya.Surkh Lal se jawani.Pile,nile,safed huye jab hui shaadi.40 k baad b dikhe hariyali.Kaale ki baat na kare, kaala sabse bhaari.Jis Rang me dube ho mubarak ho wo rang.Bhul k saare ranj-o-gum.Khele Holi..Sang-Sang
Dali ne dali par nazar dali, kisi ne is par dali, kisi ne uspar dali, hum ne jis par nazar dali, uske baap ne uski shaadi kahin aur kar dali. Happy Diwali
Bachelors schedule Monday ko dosti, Tuesday ko pyaar, Wednesday ko shaadi, Thursday ko barbaadi, Friday ko fighting, Saturday ko talaaq, Sunday ko rest, Monday ko next!!!