Dard se ubhre

Dard se ubhre
Dard se ubhre the hi ,ki fir zindegi pe cha gayi wo, kahin uska intekam pura na hua hoga, ki dard pe fir zakhm dekar hume,akela chod gayi wo
  

Jan, 24 2012     140 chars (1 sms)     1321 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Reh na paoge kabi bhulakar dekhoYakin na aata ho to aazmakar dekho Har jaga mehsoos hogi hamari kami Apni mehfilo ko kitna b saja kar dekho
Lahero ko pyar tha kinaro se, par uski shadi hogai sagar se, kinaro ki pireet lahero ko khinch lati hai, par badnaam na ho mohbat is liye laher laut jati hai.
Kabhi khamoshi bhi bahot kuch keh jati he,Tadpne k liay yade reh jati he,Kya fark padta he dil ho ya koyla,Jalne k bad sirf rakh rah jati he
chandani rat me barsaat buri lagati hai, ghar e lash ho to barat buri lagati hai, mer dil ki bat kya jano, dil me dard ho to har bat buri lagati hai.
Ruth Gaya Hai Manane Wala,Ab Koi Nahi Mere Naaz Uthanewala;Jane Kya Sochta Hai Yeh Khula Darwaza,Shayad Rasta Bhool Gaya Hai Koi Aanewala.
Dil ko dhadkna tune sikhaya, Dil ko tadapna tune sikhaya, aankhon mein aansoon kahin chupe the, unko jhalakna tune sikhaya.
Dil jit le wo jigar hum b rakhte hai! katal kar de wo nzar hum b rakhte hai wada kiya hai kisiko hamesha muskurane ka Varna ankho me samandar hum b rakhte hai
Mahobat or maut 2no hi bin bulaye mehman hote h,kab aa jaye koi nhi janta, lekin 2no ka 1hi kam h,1dil le jati hai, to dusri DHADKAN
Khushion se naraz hai jindagi.Pyar ki mohtaz hai jindagi.Hass lete hai logo ko dikhane ke liye.Varna dard ki kitab hai jindgi..
Mohabat Krne Walo K Dil Tut Hi Jate He Hath Aksar Hatho Me Chhut Hi Jate He Jinki Wafa Pr Hota H Bharosa Aksar Woh Shakhs Ruth Hi Jaate He.
Gujare hue kal ki yaad aati hai kuch lamho me aankh bhar aati hai vo subah rangin aur sham nirali hoti hai jab aap ki yaad aati hai.
Tod kar dosti, ae mere dost, tu muskurane ki koshish na kar, yaad chahe na kar mujko gham nahi, par bhool jane ki koshish na kar....