dil agr suna

dil agr suna
dil agr suna hoto mhefil ras aati.Wo agr na khede nind nahi aati.Wo agr khubon me na aae to raat nahi jati.Agr unko bhul jaun to sanse nahi aati.
  

Jan, 25 2012     145 chars (1 sms)     1137 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Wo Apni Qaid Se Muje Azad Nahi Krta Magar M Bi Azad Hone Ki Feraad Nahi Krta Kabhi Kabhi Wo Itna Yad Aata Hai Main Zid Main Aa Kr Use Yaad Bhi Nahin Krta
Barsoo ki chaht ko ik pal main badlty dekha hum ny... Tout kr chany walon ko baat sy mukrty dekha hum ny... Naaz krty thy jo apni wafaon pr.. unhi ko Bewafai krty dekha hum ny.......
Humne bhi chaha har manzil kareeb ho,Uska saath hamein bhi naseeb ho,Par waha khuda bhi kya kare jahan insaan khud hi badnaseeb ho..
Khamosh plko s bh kr jab aasu ate he, aap kya jane ap kitna yad ate he. Aaj v hm usi mod pr khde he, jaha apne kha tha k ruko hm av ate he
Kissi ko mohabbat ki sachai mar dalegi, Kissi ko mohabbat ki gehrai mar dalegi, Kar ke mohabbat koi nahi bachega, Aur jo bachega use tanhai mar dalegi.
Rahna To Chahte Te Sath Uske Par Is Zmane N rahne N Diya Kabi Waqt Ki Khamosi Me Khamos Raheto Kabi Unki Khamosi NeKuch kahne N diya
Dariya wafaoo ka kabi rukta nhi...Mohabat me insaan kabhi jukta nhi...Hum chup h kisi ki khushi k liye...Aur woh sochte h dil hamare dukhta nhi
Dost to rukhsat ho jate hain, Par kuch yado kai daayre ban jate hain, Bhul jana to insan ki fitrat hai, Par kuch acche dost yado mai bas jate hai
Har aik se poocha sabab os k na milney ka,, Har aik ne kaha woh tere liye bana hi nahi
Shama parvana choro apne pyar ki baat karo Maatam ka shauk choro apne yaar ki baat karo Roné se nazron ke ashka sukh gaye hain ab Patjhar ka dukh bhulo apne bahaar ki baat karo
Deta Raha Fareb Koi Sadgi K Sath, Itna Bada Mazak Meri Zindgi K Sath,Shayad Mili Saza Is Jurm Ki Muze,Tha Muze Pyar 1Ajnabi K Sath.!!!
WOH MERI MUSKURAHAT PAR NISAR HO GAYE HUM BHI TO UNKE LIYE BEKARAR HO GAYE HUMNE TO KAR LIYA PYAR UNSE.WOH KISI AUR KA PYAR HO GAYE.