Suna he usne

Suna he usne
Suna he usne baharon se dosti karlihume bhulakar sitaron se dosti karliLaakar chhod diya humko maujo me tanhaor khud kinaaro se dosti karli.
  

Jan, 25 2012     140 chars (1 sms)     1938 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Har Udaasi Dil Par Chayi Hui, Har Khushi Hai Mujse Ghabrai Hui, Aur Kya Rakha Hai Zindagi Ke Daaman Me, Chand Kaliya Hai Vo Bhi Murjhaai Hui
Jab B yad karo pyar se karna, jab B muskurana dil khol k muskurana, jab B rona zara kam rona, magar jab kisi ka dil todna ho zara nahi bahot bahot sochke todn
Ek dil mere dil ko zakm de gayaZindagi bhar na milne ki kasam de gayalakh phoolo me se chuna thaek phool jo kato se bhi gehri chuban de gaye.
Dardo gamka azizo se paya sila,bewafai gale se lagate rahe,chahat se siharta raha tanbadan,hum akele me aansu bahate rahe.
Aasaman Ko Pata Tha Ki Raat Kya Hoti H, Juban Ko Pata Tha Ki Baat Kya Hoti H, Khamosh Tha ME Lekin 1 Ladki Bata Gayi Zindgi KyA HOTI HAI
Kyun Itna karib aa jaata hai koi,kyu apnepan ka ehsaas dila jaata he koi,jab adaatsi ho jaati he uski,kyu itni dur chhod k chala jata he koi.
woh hume bulne ki baat karte hai zara unse pucho who hume kab yaad karte hai Jo karte the kabhi humse bahot mohabbat Aaj akele rehne ki baat karte hai.
Todna Hota To Rishta Na Banate,Umid Na Hoti To Sapne HumNa Sajate Aitbar Kiya Hai Aapki DOSTI pe,Bharosa NaHota To APNE DIL Ka Hisa Na Banate
Agr khush he wo dekh kr ansu meri ankho me,to khuda kasam hum muskurana chod denge,tadapte rahenge use dekhne ko magar uski taraf palke uthana chod denge
SAPNA ye apni aankh me kaisa SANJO diya, kuch paane ki CHAH me sab kuch DUBO diya, logo ne kaha ILAAZ hai KHUDA k pass, mene ZAKHM dikhaya to KHUDA bhi RO diya
Kaise Hota Unhe Gam Hamari Ruswai Ka,Jab Fark Hi Nahi Padta Unhe Hamari Judai Ka,Khamoshi Se Kaha Hamne Jab Sara Gam,To Ilzaam Laga Diya Bewafai Ka
Humse kar gaye vada wo, milne paanchve din ka, Shyad kisi se sun liys hoga unhone ki, Zindagi 4 din ki hoti hai.