Aap se khafa hokar

Aap se khafa hokar
Aap se khafa hokar hum jayenge kahan Aap sa sathi hum payenge kahan Dil ko to kaise bhi samjha lenge hum Lekin ANKHO KE ANSU chupayege kahan
  

Jan, 25 2012     140 chars (1 sms)     1436 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mohabbat ka sila kuch nahi,ek gum ke siw mila kuch nahi... Saare armaan to jal ke khaak ho gaye,Log kehte hain phir bhi jala kuch nahi...
Tere Pyar Ka Saya Suhana Lage, Ek Pal chura lu Agar Bura na lage Tu chahe bhool jaye ek pal me mujhe par tujhe bhulane me shayad jamana lage
Kuch sochu to tera khayaal aa jata hai kuch bolu o tera naam aa jata hai kab tk chupau dil ki baat uski har ada pr humko pyar aa jata hai….
Ishq ne hume Rula Diya Jis Per Marte The usne hi hame bhula Diyahum to unki yadon m hi jee laite mgar unhone to yadon m hi ZEHER mila diya
Kash ke hm unke dil pe raaj krte,jo kal thi wohi Dosti aaj krte,hme gum nahi unki bewfai ka,Bs Armaan tha k hm bhi apni Dosti pe naaz krte
Asman ko pata tha k raat kya hoti h juba ko pata tha k baat kya hoti h ab tak anjan tha jin thapedo se me wo bewfa bata gayi k bewafi kya ho
Khushion se naraz hai jindagi.Pyar ki mohtaz hai jindagi.Hass lete hai logo ko dikhane ke liye.Varna dard ki kitab hai jindgi..
Rahna To Chahte Te Sath Uske Par Is Zmane N rahne N Diya Kabi Waqt Ki Khamosi Me Khamos Raheto Kabi Unki Khamosi NeKuch kahne N diya
AAKHEN KHOLU TO CHERA TUMARA HO, BAND KARU TO SAPNE TUMHARA HO, MAR BHI JAU TO KOI GAM NAHI, AGAR KAFAN KE BADLE ACHAL TUMHARA HO.
Bhulakar to dekho ek baar hume..Zindagi ki har adaa tumse rooth jayegijab bhi sochoge apno ke baare mein tumhe hamari yaad zaroor ayegi..
Ek din lehron k phool bhi murjha jayenge, Had se bhi zyaada hum tumhe yaad aayenge. Ehesaas hoga jab tumhe mere pyaar ka, Hum iss duniyan se door chale jaayenge
aapne dushman se hi dil laga baithe Unki Saadgi se fareb kha baithe Pattharon se tha Apna rishtaa.. Phir bhi Shishe ka Ghar bana baithe