Kaanch Chube To

Kaanch Chube To
Kaanch Chube To Nishaan Reh Jata Hai, Dil Tute To Armaan Reh Jata Hai, Laga To Deta Hai Waqt Marham Is Dil Per, Phir Bhi Umer Bhar Ek Zakhm Reh Jata Hai.
  

Jan, 25 2012     153 chars (1 sms)     1256 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Eh aasmaan wale jameen par uttar kar dekh, hoti hai kaya judai tu bhi bichad kar dekh.....
Toote huye taare ko dekhkar usne kaha ki maang le tu bhi muraad koi,par dil se awaz aayi k jo khud toot raha hai kya puri karega wo fariyaad koi.-
Woh Nazar kahan se laun jo tumhe bhulade, Woh dawa kahan se laun jo is Dard ko mitade, Milna to likha hota hai Taqdiron me Par, Woh Taqdir hi kahan se laun joh Hum Dono ko milade…
KIs kadar har taraf tanhai hai,Ujalo me andhero ki parchhai hai,kya hua jo gir gaye palko se aansu,Aaj phir Shayad yaad unki chupke se chali aayi he.
Aaten Jaaten Wo Humhe Nishani Degayi, Umarbhar Dohora Saku Aisi Kahani Degayi, Usse Mein Kuch Paa Saku Aisi Kaha Thi Ummeed, Shukar Hai Khuda Ka Wo Meri Aakhon Mein Paani Degayi.
Mot mangu to zindgi khafa ho jati he zaher pita hu to wo bhi dava ho jati he, tu hi bata e mere dost me kya karu, jisko bhi ham chahte hai wo bewafa ho jati Hai
KITNA BECHAIN HAY WO SHAKHSH MUJH SE BICHAD KER ITNI SHIDDAT SE TO MAY NE USE CHAHA BHI NA THA
Teri Wafa Me Ae Sanam.. Na Safar Ke Rahe Na Vatan Ke Rahe Meri Laash KeItne Tukde Huye Na Kafan Ke Rahe Na Dafan Ke Rahe..
Koi chirag jalata hai dewane k liya, Koi chirag jalata hai parwane k liya, Hum chirag jalate hai "UNKE" liye, Jo hume bhulaye baithe hai kisi begane ke liye.
Bhulane Wale Se Koi Kehde Zara, Is Tarah Yaad Aane Se Kya Fayda, Jab Mere Dil Ki Duniya Basani Hi Nahi, To Jhuthe Khwab Dikhane Se Kya Fayda.?
FAASLE ITNE BHI HONGE, SOCHA NA THA, SAMNE BAITHA HUA, PHIR BHI WO MERA NA THA
Chaman se 1 bichda hua GULAB hu.Mai khud apni TABAHi ka jawab hu.Yun nigahen na fer apne yar se.Mai apni hi mauj me barbaad Hu.