Hun aakash taleey

Hun aakash taleey
Hun aakash taleey fir bhi, kyo ghutan nahi jati. Chehre pe aa gai jo, kyo shikan nahi jati. Lo chand ne bhi thanli hai dushmani humse, kyo CHANDNI mere ghar aangan nahi aati..
  

Jan, 27 2012     175 chars (2 sms)     2137 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Kitne Khubsurat The Wo Din Jab Hum Tum Kareeb The Ab Ho Gae Hum Door Ky Yahee Humare Naseeb The
Thokar khaate hain aur muskuraate hain,Iss dil ko sabr karna sikhaate hain,Hum toh dard lekar bhi unko yaad karte hain aurWoh dard dekar bhi bhul jaate hain.
Kisi k Haq mein hi sahi, wo DUA to kare Wo keh nahi sakta, meri Suna to Kare Main Lott jaon ga apni Udas Duniya main Wo shaks mujhse Bicherny ka faisla to kare
Murjha gaya phool par bahar wahi hai,dur rehte hai par pyar wahi hai,jante hain mil nahi pa rahe apse,magar in ankhon mein intzar wahi hai..
Dard ka ye jo dil main hain tufaan Na iski kohi manzil na hain kohi mukaam Agar hain main hain khuch to Wo bhee ek tera hee naam
KIs kadar har taraf tanhai hai,Ujalo me andhero ki parchhai hai,kya hua jo gir gaye palko se aansu,Aaj phir Shayad yaad unki chupke se chali aayi he.
kehna to bahut kuch chahte the par is dil n kbhi sath n dia kbhi waqt ki khamosi me khamosh rahe to kbhi unki khamosi n kuch khne nahi dia
Hamari Muskuraht Dekh Kar Duniya Ne Socha Ki Hum Gum Se Khali Hai,Par Unko Kya Pata Ki Jis Gum K Baag Me Duniya Rehti Hai,Hum Us Baag K Mali Hai.
WOH SHAKHS KIYA HAI JO HAR ROZ SAZA DETA HAI PHIR HANSTA HAI WO ITNA K SAB KUCH BHULA DETA HAI KABHI RO DE TOU MUJH KO BHI BHOOL JATA HAI AUR PHIR BHOOL K MUJH KO BHI RULA DETA HAI.
NA KAR AFSOS MERE DOST, MERE AANSUON PE GAUR KARKE,, DHEERAJ APNI BEBASI PAR LAKH ROTA HAI KABHI KUCHH KHAYAAL KARKE TO KABHI KUCHH KHAYAAL KARKE.
Phir aasuo k kuch fasane nikle,Maikhane se sharab k peimane nikle,Jo dil ka hal samajh hi na paye,Kyun usko hum apna zakham dikhane nikle
DOSTI ka rishta 2 anjano ko jod deta hai,har kadam par zindagi ko naya mod deta hai,wo sath deta hai tab,jab apna saya bhi sath chhod deta hai.