Subha Ki befikri

Subha Ki befikri
Subha Ki befikri Day ker,Shamon Ki her Ik Sohbat deyker Loag Tou Dou Kori Bhi na Dein Per Ham nay Bari Qemat deykar Dard Khareda thaa So ab Ussi Ko Dil say Lagaye Bethay hain
  

Jan, 27 2012     174 chars (2 sms)     3163 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Na jane kaunsi raat akhri hogi, na jane kaunsi mulaqat akhri hogi, abhi waqt hai karlo humse jee bhar ke baatein khuda jane kaunsi saans akhri hoGI..
Rehtey hain saath saath mai aur meri tanhai Kartey hain raaz ki baat mai aur meri tanhai Din to guzar hi jata hai logon ki bheer mai Kartey hain basar raat main meri tanhai
Woh dhundte rahe hame idhar udhar yahaa vahaa shayad unhe hamari talash thi,Unhe kya pata jis kabar par the unke kadam,Usi me dafan hamari laash thi.
Der raat jab kisi ki yad satay, thandi hawa jab zulfon ko sahlaye, karlo aankhe band aur so jao, kya pata jiska hai khyal wo khwabon mein aa jaye.
Dhalne Lagi He Sham Tere Intizar MeYe Subha Kaisi HoGyi Tere Intizar Me Shabnam Bhi Ro Padi Meri Bebasi Par Aaj Asqon Se Raah Sjayi Tere Intizar Me
Baaki kuch na raha zamaane mein Jawani guzar rahi mehkhaane mein Ab to karle mere pyaar pe yakeen Warna zindagi beet jaayegi aazmane mein..!
Hmne Unse Pucha Tha Bewfai Kya Cheez Hai? Unhone Kaha Yahi Ruko Hm Abhi Aaye Aur Aaj Tak Nahi Aaye!
Mujh Se Mut Pouch, Mere Dil Ki Kahani O Hum-Dum Is Main Kuch Parda-Nashinon Ke Bhi Naam Aate Hain
Koi Saath Naa De Mera Chalna Mujhe aata hai, Har Aag Se Wakif Hoon, Jalna Mujhe aata hai.
Fir Kisiki Yaad N Jagaya Mujko Kya Sza Di Khudaya Mujko Din Ko Aaram Hai Na Raat Ko Chain Kabhi Jaane Kis Khaak Se He Kudrat Ne Banaya Mujko
Unse dur jaane ka irada na tha, sada saath rehne ka bhi waada na tha, woh yaad na karenge ye jante the hum, par itni jaldi bhul jayenge ye andaza na tha.
Likhu kuch aaj yeh waqt ka takaza hai; dil me dard abhi taza-taza hai; gir padte hai aansu mere kagaz par, lagta hai kalam me syahi kam aur ishq zyada hai..