Kuchh din rehne

Kuchh din rehne
Kuchh din rehne de, Fir jhaad dena Sukhi mitti hu, Aanchal pe tere...
  

Jan, 27 2012     69 chars (1 sms)     1286 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Gham Ne Hasne Na Diya.. Zamane Ne Rone Na Diya, Is Uljan Ne Chain Se Jine Na Diya, Thak Ke Jab Sitaro Se Panah Lee, Nind Aye To Teri Yaad Ne Sone Na Diya.
Unke Hr Dard se Hm Pyr kr lenge Unki Bewafai par b Aitbar kr lenge Dede Bhale Wo Hme ye Dard-e-Judai Sari Umr Hm Unke liye Intzar kr leng
NAKAAB MAT DALO MERE CHEHRE PAR, MUJHE AADAT HAI MUSKURANE KI, MAT DAFNAO MERI LAASH KO ABHI, UMEED HAI AAPKE AANE KI.
BAHUT KUCH LE AAYE HAMARI ZINDAGI ME AATE HUE... ISILIYE AANKHEN BHAR AAI AAPSE DUR JAATE HUE...
Ishq ka jahan benam hota h,Tadpna ishq me aam hota h,Khushnasib ko kabhi ishq ho nahi sakta,Ye to badnasibo ka kam hota h
khawab 1,mushkile hazar he Tanhayi-gam mere jiwan bhar k yar he Ab to dil maut k lie b taiyar hai kyoki is jiwan me sirf 1 bewafa se pyar he
KAANTO ka dard phoolon ki daali hi samjhe, phoolon ka dard baag ka maali hi samjhe,Yeh kaisi 'REET' banayee kudrat ne, Deepak ka dil jale or log diwaali smjhe.
Wafa ka naam na lo yaron, Wafa dil ko dukahati hai. Jub bhi Wafa ka naam lete hi, hume ek bewafa ki yaad Aati hai.
Raah me jab bhi mudkar dekhoge, mujhe apne saath paaoge, Chale jao chahe jitni dur, mujhe apne dil me paoge, Kabhi yaad aa jaaye hamari, to band kar lena aankhen apni, Dur hokar bhi tum mujhe apne kaareeb paoge.
Jane kyu akele rehne ko majbur ho gaye,yado ke saye bi humse dur ho gaye,ho gaye tanha is kadar mehfil me ki, hamare apne bi humse dur ho gaye…
Barbaad kar gaye jindgi vo pyar k naam pe, bewfaai mil gyi wafa k naam pe... Zkhm de gye dawa k naam pe, khuda b ro pada mere pyar k anjaam pe.
Rote Rote Aaj Ye Din Nikal Gaya Hanste Hanste Mausam Yu Badal Gaya Sawan Aaye The Khushiyo Ke Par Unki Rah Dekhte Dekhte Ye Din B Dhal Gaya.