ABB UMAR HO

ABB UMAR HO
ABB UMAR HO GAYI HAI DIL KI KITAB MAIN KUCH KHUSK PATON K SIWA KUCH NAHI RAHA JAZBE TAMAM KHO GAYE LAMHON KI DHOOL MAIN ABB DIL MAIN DHARKANO K SIWA KUCH NAHI RAHA
  

Jan, 27 2012     163 chars (2 sms)     999 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Jeet le jaaye koi mujh ko naseebon walaa Zindagi ne mujhe daao pe laga rakha hai
Dil tadpata raha or woh jane lage… sang guzre har lamhe yaad aane lage… khamosh nazro se dekha jo usne mud kar… yu bhingi palko se ham bhi muskurane lage…
Dil Bs Dard Ka Ngma Hai Ab Tk Mera Nasib Kyu Spna Hai Tumko Agar Lagta Hai Ke Apno Mn Khush Hu Mn Teri Judai Ka Ghum To Mout Se Bi Dugna Hai
Nafrat nahi karna kabi hmse Hm ye sah nhi paynge 1 bar kah dena hmse k hum tumpe etbar nhi karte Apki duniya se haskar chale jayenge.
Jindagi Aisi Jiyo K Dushman Ko Bhi Afsos Ho..Maut Ho Aisi K Dunya Der Tak Matam Kare....
Kahne Ko Sab Kuch Hai, Magar Kuch Kami Si Hai, Lagta Hai Ke Dhadkan Thami Si Hai... Hamari Mohabbat Ko Thukrane Wale Zara Aaina To Dekh.... Teri Aankho Mai Bhi Nami Si Hai...
Tumse Bichde To Mar Jaayenge Hum, Kuch Is Tarah Se To Naa Maarna Humein, Marne Ke Liye To Teri Judaai Hi Kaafi Hai, Kabhi Bewfai Se Naa Maar Dena Humein,
Juba khamosh oR ankho me nami hogi, yahi bas ek dastan e jindagi hogi, bharne ko to har zakhm bhar jaega, kaise bharegi wo jagah, jaha TERI kami hogi..!
Roye He Bahut Tab Zara Karar Mila.Is Jaha Me Kise Bhala Sacha Pyar Mila.Guzar Rahi He Zindgi Imthan k Daur Se Pyase Labo ko Sada Ansu Ka Uphar Mila..
APNE HOTO PE SAJANA CHAHTA HU, AA MAIN TUJHE GUNGUNANA CHAHTA HU, AAKHRI HICHKI TERE DAAMAN ME AAYE, MAUT BHI MAIN AASHIKANA CHAHTA HU.
zaalim tha voh aur zulm kii aadat bhi bahut thii majaboor the hum un se muhabbat bhi bahut thii
Dosti ke bhi andaz hote,jaagti aankhon me bhi khab hote he,zaroori nahi ki gum me aansu nikle, muskurati aankhon me bhi sailab hote