MUMKIN HO APSE

MUMKIN HO APSE
MUMKIN HO APSE TO BHULA DIJIYE GA MUJHE PATHAR PE HON LAKEER MITA DIGIYE GA MUJHE HAR ROZ MUJH SE HAI TAZA SIKAYAT APKO MAIN KIYA HON EK BAR BATA DIGIYE GA MUJHE
  

Jan, 27 2012     161 chars (2 sms)     982 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Wo hamare na Huae to kya gam hai ham to unhi ke hai ya kya kam hai Ha Na gam kam hai na aasu kam hai Baas ab dekh na yeh hai ki Rulane Wale me kitna Dum hai.. Aadab Arz Hai Miyaa.
Sharabi ilzaam sharab ko deta hai. Aashiq b ilzaam shabaab ko deta hai. Koi nai karta kabul apni bhul. Kanta b ilzaam gulab ko deta hai.
Kash wo nagme hume sunae na hote. Aaj unko sun kar aasu aaye na hote. Agar isi tara bhul jana tha. To itni gehrai se dil me samaye na hote?
Hone The Jitne Khel Muqddar K Ho Gye,Hm Tuti Nav Lekr Smndar Me Kho Gye,Khusbu Hatho Ko Chhu K Guzr Gyi,Hm Phul Saja Saja K Patthr Se Ho Gye
pattharo ko itna na pujo ke woh dewta ho jay chahane wale ko itna na chaho ke woh bewafa ho jay
DOST Jis din band kr li humne ankhe,kai ankho se us din ansu barsenge,Jo kehte he k bohot tang karte he hum,wahi hamari ek shararat ko tarsenge..
Nikalte hain jab tumhare aansu dil karta hai saari duniya jalla du phir sochti hu ,honge tumhare bi apne kahi tumhe phirse rula na du…
Na teer, na talvaar se ghayal hue hum... Teri sirf ik nazaar se, ilzaam, Shaayar hue hum... Huwi hum se ye nadani, kay teri mehfil mein aah bethay. Ho kay zameen ki khakh, aasman se dil laga bethay.
Khamoshi ban gayi zuban ab meri, andhiyo se ladti nahi lau ab meri, tanha rehna fitrat nahi thi meri, par shayad yahi hai kismat meri.
yu sulaghte hai dhuye me har dum,rukh lete hai mehkhane ki ourr hum,hansa jate hai lamhe tere saath ke,aur tadpa dete hai pal woh judaai ke.
Ye armaan to kaanch ke tukde hai,, jo dil ki zameen par bikhre hai,, in ko mat chedo ke zakham gahere hai,, is pe aaj bhi kisi ki yaad ke pahere hai.
kisi se pyar soch samajhkar nahi hota,har apna lagnewala humsafar nahi hota,tanhai katon ki tarah chubhti hai to kya hua,katon ko murjhane ka darr to nahi hota