Who gujar jata

Who gujar jata
Who gujar jata hai jhonke ki tarah Milne aata hai na milne ki tarah Maut se seekh raha hoon jina Doobta dil bhi hai ek tinke ki tarah
  

Jan, 27 2012     133 chars (1 sms)     1130 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mangu Bas Tujse Wo Ibadat de De, Tere Khazane Se Thodi Si Mohabaat De De,Ya To Tu Muje Umar Bhar ka Sath dede, Ya Tere Darr pe Marne Ki Izzazat Dede.
Khamoshi ban gayi zuban ab meri, andhiyo se ladti nahi lau ab meri, tanha rehna fitrat nahi thi meri, par shayad yahi hai kismat meri.
Aap se khafa hokar hum jayenge kahan Aap sa sathi hum payenge kahan Dil ko to kaise bhi samjha lenge hum Lekin ANKHO KE ANSU chupayege kahan
DIL K KREEB AA K WO JB DUR HO GAYE,SARE HSEEN SAPNE CHUR-CHUR HO GAYE,HMNE WADA NIBHAYA TO BDNAMI MILI,WO'BEWFAI'KRKE B MASHUR HO GAYE.
Meri Zindgi ki sirf yahi kahani he honto pe harpal hasi,ankho me pani hejo aaya wo tabah kar k chala gaya ab baki 1Mout hi ani h
Kuch uljhe hue swalon se drta he dil,na jane tnhai me bikhrta hai dil,unko pane ka khayal koi bdi bat nhi bs unko kho dene ke khayal se drta hai dil.
Uss Se Juda To Hogaya Per Youn Laga Mujhe Jese Jahan Mein Koi Apna Nahi Raha WO Bewafa Nahi Magar Itna Zaror Hai Pehle Wo Jis Tarah ka Tha Wesa Nahi Raha
HAme itna pyar mat karna kiduniya me mashhoor ho jayeaur na hi itna bewafa banana..kihum duniya ko chhodne k liye majboor ho jaye.
Husn wale KHOOB wafao kasila dete hai,Har ekmod parek zakhamnaya dete hai,Is jahanme koi bhi apna nahi hai;Jab ped jalta haito patte bhi hawa dete hai
Sapne Dekhe Nahi Aur Tut Gaye,Woh hamen Mile Bhi Nahi Aur Roth Gaye,Hum Jagte Rahe Sari Dunya Soti Rahi,Aik Barish Thi Jo Hamare Sath Roti Rahi...
Jab yaad aati hai muskura lete hai,kuch pal har gam Bhula dete hai,kaise bhig sakati hai apki palken,apke hisse k ansu to hum baha lete hai
Badi udas hai zindgi tere bin nahi h kuch mere paas tere bin andhera ho ya ho ujala.. aata nahi kuch b raas tere bin