Ishq kiya tujhse

Ishq kiya tujhse
Ishq kiya tujhse, mere aitbaar ki hadh thi; Ishq mein de di jaan, mere pyaar ki hadh thi; Marne ke Baad Bhi khuli thi aankhen, yeh mere intezar ki hadh thi..!
  

Jan, 27 2012     158 chars (1 sms)     1210 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Bichhadne k Baad kabhi Mile zindgi me kahi,Dekh kar Nazar yaar Na Jhuka Lena'Dekha Hai kahi Apko shayad'ye Keh kar Hi Haath Mila Lena.
Wo Mere Dil Ki Kitab Ajeeb Thi Jisme Sirf Uska Hi Naam Likha Tha. Kehne Walo Ke Liye Sirf Naam, Par Us Kitab Mein Mera Haal Tamam Likha Tha.
Kash ye pal yahi rukh jaye Aap se milne hum Daude chale aate, E-Khuda Ek kam yeah bhi kiya hota Ek Dil is Bedard Waqt ko bhi diya Hota
Dil ki hasrat zubaan par aane lagi,Tumhe dekha aur zindagi muskurane lagi, Ye deewangi thi ya meri nazar ka dhokha,Har cheez mein surat teri nazar aane lagi.
TERE SAAMNE SE AANSHU THAM JO GAYE HAI BEHTE BEHTE. SOCH RAHA HU KYA KEHNA HAI, BHOOL GAYA HU KEHTE KEHTE.
AAJ hmari mohbat BIKHRI n hoti,AGAR tumne SANAM mri jara b FIKAR ki hoti.Waise to tumse h SHIKWE hazaro,fir b TUMBIN zndgi BASAR nhi hoti..
Sochta hoon in sagar ki lehro ko dekh kar,Kyon yeh kinaro se takra kar palat jati hain, Karti hain vo kinare se bewafai ya fir sagar se wafa nibhati hain.............?
har ashq ka matlab gam nahin hota, durion se pyar kam nahin hota, waqt bewaqt ho jatin hai aankhain nam, kyounki yaadon ka koi mausam nahin hota,
Muje MOHABBAT Se Kuch MILA NhiLekin MUJHE Apne SANAM Se Koi GILA Nhi Kyu MAI RAASTO Ko ILZAM Du Jab Mera HUMSAFAR Hi SATH Mere CHALA Nahi
zaalim tha voh aur zulm kii aadat bhi bahut thii majaboor the hum un se muhabbat bhi bahut thii
Unhe nafrat thi humse to izhar kyun kiya.Dena tha zehar to pyar kyun kiya.Deke zehar kehte hai peena hoga.Jab pee gaye to bole tumhe meri kasam jeena hoga.
CHAHA TO JINDAGI SE BAHUT KUCH, MAGAR TUJHE PANE KI EK PYAS SI REH GAYI, CHAH KAR BHI TUJHE PA NA SAKE HUM, BUS AB TERI MEETHI SI YAAD REH GAYI.