Pyar nahin karna

Pyar nahin karna
Pyar nahin karna tha humse, dillagi to na ki hoti, ae bewafa beech samundar mein lakar mara, ek kashti to di hoti.
  

Jan, 27 2012     114 chars (1 sms)     1154 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

hum jee rahen the unka naam lekar, wo gujarte the hamara salam lekar, kal wo keh gayen bhula do hume, humne pucha kaise? wo chale gayen haath main jaam dekar.
Roothna mat hamein manana nahi aata Door mat jana hamein bulana nahi aata Tum bhool jao hamein tumhari marzi Hum kya karen hamein to bhulana bhi nahi aata
kisi aur ki baahon me rehkar wo humse wafa ki baat karte hai !ye kaisi chahat hai yaaro?wo bewafa hai ye jaankar bhi hum unhi se pyar karte hai.
Waqt Guzra Zakham Bharte Gaye Tumhe Bhulane Ki Kosish Hum Karte Gaye Itna Aasan Na tha Tume Bhool Pana Par Zindagi se Samjhota Karte Gaye
Tumse Bichde To Mar Jaayenge Hum, Kuch Is Tarah Se To Naa Maarna Humein, Marne Ke Liye To Teri Judaai Hi Kaafi Hai, Kabhi Bewfai Se Naa Maar Dena Humein,
Palko ki nami me chupakar sapno ko,Humne unhe jeene ki izazat de di,Hum tutkar bhikar gaye tukdon me,Aur unhe muskurane ki izazat de di...!
JINKI YAAD HAI DIL ME NISHNI KI TARAH, SOCHA NAHI THA KI WO BHUL JAAYENGE HUME KAHANI KI TARAH.
Bato bato me bichadne ka ishara krke Wo b roye bhut hmse kinara krke Dekh lete he chalo hausla apne dil ka Zindgi bhar bina unke gujara krke
Dard ki had se guzarna to abhi baqi hai Tut ke mera bikharna to abhi baqi hai Pas akar mera dukh dard batanewale Mujhse katra ke guzarna to abhi baqi hai
Raat kya dhali, sitare chale gaye Gairon se kiya gila ,to apne chale gaye jeet to sakte the hum ishq ki baazi , par aap jit-te gaye hum har-te chale gaye
Mohabat ki har gali gumnaam kyun hai,Judai aur Maut ishq ka anjaam kyun hai,Log kehte hai ise naam khuda ka,To fir ye mohabbat itni badnam kyu hai?
Dil K Har Gum Ko Bhulana Chahta Hu,Khul Kar Samne Aana Chahta Hu,Himmt Sath Nhi Deti Dil Awaz Nhi Deta,Majbur Itna Hu K Koi Hath Nhi Deta.