Kisi ke yaad

Kisi ke yaad
Kisi ke yaad me gira ek aasu yahi to dosti ki nisani hai ... Samjo to ye ek moti hai na samjo to sirf pani hai
  

Jan, 27 2012     110 chars (1 sms)     1360 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Koi tumhe bhool jae to kya karoge,sari yaden mita jye to kya karoge,kisi ko chhod ne se pehle ye soch laina,koi agar tumhe chhod jae to kya karoge
Unki tasveer ko seene se laga lete hain, iss tarah judai ka gham mitaa lete hain. Kisi tarah zikar ho jaye unka, to hass kar bheegi palkein jhuka lete hain.
DOST KYA KHOOB WAFAON K SILA DETE HAI HR MOR PR 1ZKHM NYA DETE HAI TUM SE TO KUCH PAL HI MULAQAT RHI LOG TO SADIYON K PYAR KO BHULA DETE HAI.
Manzil b Nahi Thikana b Nahi Vapas Mujhe Uske Pas Jana b Nahi Mene hi Sikhaya Tha Unhe Tir Chalana Ab Mere Siva Unka Koi Nishana b nahi.
YAAD AYE MERI TO PALKO KO DOPAL JHUKA LENA KUCH IS KDR MUJKO,NAZRO ME BASA LENA AGR PUCHE KOI MERE BARE M TO USE APNI AANKHE DIKHA DENA.
Tere Pyaar ko Trasa hoon janmon se,Ye chahat hai Meri Deewaani Sanam,Tujhe kaise Dikhaaon eska asar,Kaise Mar Mar ke Jeete rahe
Jo hua uska kabhi gam na kar, Ro Ro k apni ankhen nam na kar, Zindgi ka khel nirala hai par Ek andhere se apne ujale ko kam na kar.
yu sulaghte hai dhuye me har dum,rukh lete hai mehkhane ki ourr hum,hansa jate hai lamhe tere saath ke,aur tadpa dete hai pal woh judaai ke.
Mel tufan se kar chhatpatate rahe,raat-din siskiyoun me bitate rahe,humne rishto me pai hain rusvaiyan,gair humko tasalli bandhate rahe.
Aye Musafir Tera Jina Jaruri he Mat Ho Apni Zindgi se Khafa Kyunki Teri Zindgi K Bina ek Aur Zindgi Adhuri He.
JIS NAZAR SE DEKHTE RAHE IS DUNIYA KO HUM, UN AANKHON MEIN HAMARI KOI PEHCHAAN BHI NAA THI
Na khuda dil banata na kisise pyar hota, Na kisiki yaad ati na kisika intazar hota. Dil diya hai ise sambhal ke rakhna, Shishe se bana hai pathar se dur rakhna