Vo yaad aaye

Vo yaad aaye
Vo yaad aaye bhulate bhulate, Dil ke jakhm ubhar aaye chipate chipate , Shikhaya tha jisne muskurana, Usine rulaya hasate hasate.
  

Jan, 27 2012     129 chars (1 sms)     1138 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

MAANA KI AAJ HAMARE SAATH KOI DILDAAR NAHIN, LEKIN YE MAT SAMAJHNA KI HAMEIN KISI SE PYAR NAHIN, KISMAT NE SAB KUCHH DIYA HAMEN, SIRF DIYA HAMARA WOH YAAR NAHIN.
Na Satao Hume Hum Sataye Hue H,JUDAI KA GUM UthayE Hue H,KHILONA Samaj K Hum Se Na Khelo,Hum B Usi KHUDA K Banaye Hue HAI
Zindagi ne aaj keh dia hai mujhe kisi or se pyaar hai,meri maut se pucho ab use kis baat ka intezar hai
Jakhm jab mere sine me bhar jayenge, ansu bhi moti bankar bikhar jayenge, ye mat puchna kis kis ne dhoka diya, varna kuch apno ke bhi chehere utar jayenge.
Hogayi rukhsat ghata baarish ke baad Ek diya jalta raha baarish ke baad Mere behte hue Aansuo ko dekh kar Ro parri thandi hawa baarish ke baad
KAMZOR hai DOR hawa tez KYA kare Aa apni KAShTI ko SUPURD-E-KHUDA kare Apni TABAHI mein hi jab APNA hath ho,fir DUSHMANO ke waste kya BADDUA kare
Roye ho bahut tab zara karar mila hai, Is jahan mein kisey sacha pyar mila hai, Guzaar rahi hai zindagi imtehan ke daur se ek khattam hoa toh doosra taiyaar mila hai .....
Kabhi Namm na ho ye massom nigahein Meri aarju tu sada muskaraye Gham ke saaye rahe huym talak hi, Tere Aashiyaan me bahare hi aaye
Ye Theek Hai Nahi Martaa Koi Judaai Me Khudaa Kisi Se Kisi Ko Magar Judaa Na Kare Sunaa Hai Usko Mohabbat Duuaayein Deti Hai Jo Dil Pe Chot To Khaaye Magar Gilaa Na Kare
Aub to Apna Yeh Wada Hai, ki, Teri Yadoon Ke Sahare jee Kar Dikhainge ! Tu Agar Bewafai Kar Sakta Hai, To Hum Bhi Tujhe Wafa Karke Dikhainge
Ishq ne hme benam Kar Diya har khushise hame anjan Kar Diya Hamne kabi nai chaha ki ishq hame v ho par unki 1nazar ne hame nilam Kr Dya
Kaise jiyenge tum bin,kaash tumhe ye ehsaas to raha hota,Jo dard saha hai humne,woh kabhi tumne bhi saha hota,Bas chal diye begano ki tarah daaman chhod ke,Kam se kam ek baar ALVIDA to kaha hota.