La hasili ka

La hasili ka
La hasili ka ishq me charcha nahi kiya,duniya jo chahti thi tamasha nahi kiya,manzar se hat k kardiya asan judai ko,is faisle me use tanha nahi kiya
  

Jan, 27 2012     148 chars (1 sms)     1128 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dil Ko Har Waqt Tasalli Dena Hota Hai. Dard Hota Hai Na Jane Kahaan Hota Hai. Aap Kyun Puchte Ho Is Dard Ki Haalat. Hum Kya Batayen Ki Ye Dard Kahaan Hota Hai.
Zindagi me Rah kaisi bhi ho Gujar jayenge, Ek din ham bhi chupke se mar jayenge, Aaj rehne do aap k dil me Yaad bankar, kal ansu ban k ankho se nikal jayenge…
Kehte hai gam baatne se hota hai kam, aisa hi kabhi pele maante the hum, tere pyar ki nishani tera gam hi to mere paas, wo bhi baat du to rahega kya mere paas
Mere RABBA Bus Tu itni MEHAR Karde,DIL Ye Mera Tu PATTHAR Kar De,SHE Na Payege Hum YAAR Ki JUDAI Uski RUKSAT Se Pehle Mujko DAFAN Kar De,
Kuch ajib faslo ka janm ho raha h, nasib mera jagkar b so raha h, kese keh du tuta dil dhadkta nhi, jbki dil ka hr tukda ro raha h.
Iss sham ki tanhai se,iss dard ki gahrai se ye dil kuch baat kar raha hai.. Zara samjho in fizaon ki chubhan ko, tumhe koi dil se yaad kar raha hai. "
Ret k saher me asiana banaya tha,Kagaz ki kasti ka sahara banaya tha,Zoka hawaka sab kuch udale gaya,Sayad hamnehi Rista Kamzor banaya tha
Wo Suraj Ki Tarah Aag Ugalte Rhe Hum Musafir Safar Par Hi Chalte Rhe Who Beete Waqt thay,Unhe Ana Na Tha Hum Saari Raat karwate badalte rahe.
Ek shama buj gai dusri jalau kaise tujse pyar kiya to bhulau kaise, shama to buj kar B jalayi jati he, par is DILse TERi yad ko mitau kaise.
Pyar ankho se jataya to bura maan gaye, hal-e-dil sunaya to bura maan gaye,wo to roz rulaya krte hai, humne 1roz rulaya to bura maan gaye.
Anjane me dil gawa baithe, Is pyar me kaise dhoka kha baithe, Unse kya gila kare bhul hamari hi thi, jo bina dil walo se dil laga baithe...
Chaho to dil se hamko mitta dena Chaho to humko bhula dena Par Yeh wada karo ki aaye jo kabhi yaad hamari To rona nahi Bus muskura dena...