Wada to nahi

Wada to nahi
Wada to nahi krte dosti nibhayenge, Koshish yehi rahegi aapko hansayenge, Zarurat ho to dil se bulana, Is duniya mein na ho to bhi lot ayenge..
  

Jan, 27 2012     143 chars (1 sms)     1370 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Roashni Dekar dub jaana koi suraj se sikhe, Dil dekar dard lena koi humse sikhE Kuch na kehkar dil lena koi unse sikhe, Aur Dosti karke bhool jana koi unse sikhe.
Sheeshe ke gharon main dekho to Putther dil wale buste hain Jo pyar ko khail samajhte hain Aur tor ke dil ko haste hain
Bin tumhare na ji paungi mai Tumhari banke jindgi bitaungi mai Dur jane ki sochna bhi mat Aapke itna sochne se hi mar jaungi mai.
Woh jo apna tha wahi aur kisi ka kyun hai Yahi duniya hai to phir aisi yeh duniya kyun hai Yahi hota hai to aakhir yeh hi hota kyun hai…
kali khilati he tab assa lagatahe ki woto hamare liye fhool baneke khilegi lekin wo jab fhool banati he tab kuch chand wakt tak hi rahtihe .
Mit gaye hain sab zakham, Bas nishaan baaki reh gaya, Saza puri ho gayi, Karna gunaah baaki reh gaya.
Tu hay suraj tujay kia malum raat ka dukh,tu kesee rose maray ghar main a utar sham kay bad.
Yaroo kabhi kisi se pyaar mat karna, ho jaaye to inkaar mat karna! nibha sako to chalna uski raah par, varna kisi ki zindagi barbaad na karna!!!
Kua jaane kya khabar kiski lagi nazar, waadon ko chhod ke, kasmo ko tod ke wo kya bichad gayi, duniya ujad gayi, deepak hai low nahi, main to hu bus wo nahi, wo nahi…
Mana K Mera Katil Wohi Tha Sare Shehar Me Tarif K Kabil Wohi Tha,Kehta Tha Tera Hoon Tera Hi Rahunga par Lagi Jo Dushmano Ki Mehfil To Sab Se Age Bhi Wohi Tha
Mujh ko aysa lgta hai Wo agr bechr jyeTu sirf itna dukh ho gaJitna ankh khulne pr Khwab toot jane ka Pr ajb tamasha hai Wo agr kbhi mujh seYu hi ruth jati haiTo Duniya hr cheez Toot phoot jati hai
Aapki yado ka mahel banaya humne,aarzu ka diya isme jalaya humne,ae bhulne wale tuje meri kasam,ek lamha to aisa bata jisme tuje bhulaya humne.