Bhule he woh

Bhule he woh
Bhule he woh kuch is tarah hame,k unhe samjhana bhi mushkil ho gaya,kya pata koi khata ho gayi hamse ya KOI AUR unke zyada KAREEB aa gaya..
  

Jan, 27 2012     139 chars (1 sms)     1100 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dhalti shaam ka khula ehsaas hai, mere dil mein teri jagah kuchh khaas hai, tu nahin hai yahan maloom hai mujhe, par dil keta hai tu yahin mere paas hai.
sochta tha dard-e-dil pe koi to marham lagata, par siwa kanto ke koi mujhko kuch bhi de na pata, khwab the aankho ke khulte hi kahi wo kho gaye… Ae kash band aankho ke hi jindgi jiya jata……………
Taro Ki Raat Na Hoti To Suraj Se Ujale Ki Pehchan Na-Hoti... Agar-Na-Ki Hoti Din Me Kiran Ne Bewafai To Raat Ko Chandni Neelam Na Hoti...
Jina chahte he magar Zindagi ras nahi aati Marna chahte he Magar Maut pas nahi aati Bahut udas he Hum is Zindagi se Kismat b tadpane se baz nahi aati..
Chand ki raton mein sara jahan sota hai, Lekin kisi ki yadoon mein koi badnaseeb rota hai, Khuda kisi ko mohabbat pe fida na kare, Agar kare to kisi ko juda na kare..
Raat ki khamoshi raas nahi aati.Meri parchayi b ab mere paas nahi aati.Kuch aati hai toh bas teri yaad,jo aakar ek pal b mujse dur nahi jati.
Aakhon mein tera aks utar lenge, khushi tujhe dekar gam udhar lenge. Tere jaane ke baad ayegi teri yaad, tere khayalon mein hi waqt gujar lenge!!
Mai tujhko chahkar kaise kisiki chah karun,Tujhe nibha ke kyu kar koi nibaah karun,Tu zindagi hi nahi meri bandagi bhi hai,kisi aurko sochke kaise koi gunaah karun? :
Bankar ehsas meri dhadkan ke paas rehte ho, Tasvir bankar Dost meri aankho me rehte ho, Puchhna hai bus 1 sawal hamse dur hokar kya aap khush rehte ho
Zindagi, manjil, waqt kisi ne humara saath nahi diya, Sab par se puri tarah vishwas uth gaya. Is duniya se ub gaya hai ab humara jiya, Kisi ko kitna hi chaha kam reh gaya.
Shikayatein to itni kar di tumne,ki reh na gaya kucch keh jaane ke liye.pyaar kiya maine kabhi tumse,ye kaafi tha zindagi bitaane ke liye.
Kuchh din rehne de, Fir jhaad dena Sukhi mitti hu, Aanchal pe tere...