Jab kabhi di

Jab kabhi di
Jab kabhi dil udaas hoga,hume yaad karna toh khushi ka ehsaas hoga! Jab chhod jayenge sabhi,yaken mano is badnaseeb ka haath hamesha saath hoga.
  

Jan, 27 2012     144 chars (1 sms)     1126 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Ashk aankho me bhar gaya Koi Dil se hokar gujar gaya Koi,zakhm pehle hi yun kya kam the, jo 1 aur zakhm de gya Koi
Anjane me hum apna dil gawa betheis pyar me kaisa dhoka kar bethe unse kya gila kare bhul hamari hi hjo bina dilwalon se dil laga bethe
Rishta Banao To Dhoka Mat Dena, Kisi Ko Ansoo Ka Tohfa Mat Dena, Dil Se Roye Koi Tumhe Yaad Karke Esa Kisi Ko Tum Moka Mat Dena......
jao jakar unse keh do ki wo meri TAQDIR se khelna chhod de ji...arey hum to wo BADNASIB hai jo agar KAFAN ki Dukan khole to log marna chhod de.
Yeh sach hai ki. Aa jata hai shohrat ka Asar.. insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hai.. Aur bewafa badle ya naa badle.. Waqt aane par wafadar badal jate hai.
jab bhi tanhai ne unko sataya hoga, tab tab unko mera khayal aaya hoga gum ye nahi hai ki woh bhool gayae humko gum yeh hai ki ro ro ke bhulaya hoga!!
Aab es hadd pe laya hai intazaar muzhe, Woh aa bhi jaye to aaye na yaki muzhe.
Bikhre hai Ashk koi Saaz nahi deta,Khamosh hai Sab koi Aawaz nahi deta,Kal ke Waade Sab karte hai,Magar Kyu Saath Mera Koi Aaj nahi deta.
Aandhi Aati Hai,Toofan Chale Jaate Hain Yaade Rah Jaati Hai,Insaan Chale Jaate Hain!!!
Pyar Me Wo Hame Rusva kar Gaye.Khush the Akele Lekin,Dard Wo De Gaye,Jee Lete Hum Tute Dil K Saath,Par Wo Dil K Tukde bhi Saath Le Gaye..
Dhire Dhire dur hote gaye, waqt ke aage majbur hote gaye, Dosti me aisi chot khayi humne ke, Hum bewafa aur wo bekasur hote gaye.
Zamane se gujar gaye hote,jeene se pehleg gi mar gaye hote bandhe na hote agar apke dosti ke dhag me hum to kab ke motiyo jaise bikhar gaye hote