Dekha jo woh jaam teri yaad aagayi...yeh shaam tere naam, teri yaad aagayi...Har koi Janata tha mujhe tere naam se...Pucha kisi ne naam, Teri yaad aagayi
kyu door door rehte ho humse kehte ho apna par milte kyu nahi ho humse maante hai mujh me koi hunnar nahi aapsa maaf kar dena gar khata ho gayi ho humse